Children's Literature
Urdu poems, stories and lesson-filled material — for young readers
Muntazim Aasi Ki Khoobsurat Nazm | Nanha Bachcha — Bachpan Ke Khwab Aur Masoom Khwahishat
**Nanन्हa Bachcha**
Nanھا bachcha
Khidki ke paas baitha
Baadalon ko dekh raha tha
Woh sochta tha
Kaash
Main bhi ek parinda hota
A…
✍️ Muntazim Aasi
Ahmed ka pyara Hindustan
ahmad ko hai dil se pyara
apna yeh hindustan
ganga jamna ki dharti hai
pyari yeh mehraban
hindu muslim sikh isai
sab hain aapas mein bhai
ahma…
✍️ Muntazim Aasi
Ahmed ka school ka din
subah sawerey ahmad uthaa
kitaabein le kar school chalaa
ustad ne parhaya sabaq
ahmad ne likha har harf
doston se khela bhi woh
khana khaya khu…
✍️ Muntazim Aasi
umm ki tatli
umm ne bagh mein dekha
rang birangi tatli aayi
peeli neeli laal gulabi
phoolon par woh mandlaai
umm ne haath barhaya
tatli ud kar door gayi
um…
✍️ Muntazim Aasi
Ahmed ka pyara darakht
ahmad ke ghar ke angan mein
ek puraana aam ka darakht
garmi mein deta thandi chhaon
ahmad ko hai us se alfat
barish mein patte hiltay hain
hawa…
✍️ Muntazim Aasi
umm ki billi
umm ke ghar mein aik billi
safid rang ki pyari si
miaun miaun karti rehti
umm ko bhati bohat zyada
dudh peeti hai khushi se
gind ke saath khelt…
✍️ Muntazim Aasi
Chaand Mama Ahmad ke
raat ko ahmad ne dekha
aasman par chaand chamka
staron ki qatar lagi thi
ahmad ne maan se poocha
maan ne bataya pyar se
chaand hai Allah ki nis…
✍️ Muntazim Aasi
umm ka rang biranga qaus qazah
barish ke baad umm ne dekha
aasman mein qaus qazah aayi
saat rangon ki pyari patti
umm ki aankhen chamak uthen
lal narangi peela sabz
neela jam…
✍️ Muntazim Aasi
Ahmed ki subah ki dua
Ahmed uthaa subah soare
Bismillah keh kar munh dhoya
Namaz parhi khushi khushi
Phir nashta kar ke school gaya
Raaste mein salam kiya
Buron ka a…
✍️ Muntazim Aasi
umm ka pehla roza
umm ne rakha pehla roza
maan ne khub shabash di
sahri mein uthaa umm
Allah ki raza paai
din bhar bhooka paisa raha
quran ki talawat ki
iftar p…
✍️ Muntazim Aasi
umam ki ginti
umam ne ginti seekhi
ek do teen char paanch
chh saat aath no das
khushi se ginti hai woh
angliyon par ginti hai
ustad ne sikhaya
umam ne yaad…
✍️ Muntazim Aasi
billiyaan
raat ko ek ghar ki khidki se kudi balli
us ke peeche dham se aayi doji balli
chupke chupke kitchen ke andar dono pohchen
in dono ne giyan ki ek r…
✍️ Aleem Tahir

