Advertisement
This site honours Mr. Akbar Shaikh
Akbar Shaikh
was created in his honour
📖 About him
✨ Today's Quote — 29 November 2026
"

Jo log apni zabaan bhool jaate hain woh apni maan ko bhool jaate hain

"
✍️
Ashfaq Ahmed

📚 Past Quotes

31 Oct
Mere takhayyulat nadida zat, jism naradad fikri tawanaai, fitri salahiyat, isti'dad, qabiliyat, tabi'i jawahar ke libas mein malbus hassas tabi'at ko janm dete hain, ye wo tabi'at…
— Muntazim Aasi
24 Oct
Din ke dauran insan apni masroofiat, khuddari aur zahari muskurahat ke zariye apne jazbaat ko chhupaye rakhta hai, lekin sham dhilne ke baad tanhaai ise apne dil ki asal quwwat se…
— Muntazim Aasi
23 Sep
sama if dil ko Allah ki taraf le jaaye to tarbiyat hai; aur if sirf tafreeh ban jaaye to us ki rooh baqi nahi rehti.…
— Muntazim Aasi
28 May
"Is ka rang to chaand jaisa hai… kyun na is ka naam 'chaand' rakh do?"…
— Mubin Ansari
23 May
insaan ko apne halaat se ladna chahiye, kyunke qismat hamesha bahadaron ka saath deti hai.…
— Mirza Hadi Raswa
14 May
mazahabi fitrat aur insani fitrat aik doosre ki zid nahin balke aik hi wujud ke do mukhtalif pehlu hain.…
— Muntazim Aasi
09 May
Insaan agar apne dil ki baat har aik se kehne lage to duniya mein koi raaz baqi na rahe. Yeh iqtaas insani jazbaat, raaz daari aur taaluqaat ki nazakat ko khoobsurti se bayan ka…
— Mirza Hadi Raswa
08 May
Aap ka yeh kalam pehli nazar mein hi yeh wazeh kar deta hai ke aap ne sirf shaairi nahi ki balkay alfaaz, tarakeeb, aur klassiki lusani faza ke saath aik shaoori tajurba kiya hai.…
— Muntazim Aasi
07 May
ye khubsurat ghazal aik nahayat latif aur romanvi ehsas ki akhasi karti hai, jis mein shair ne mehboob ki adaon ko fitrat ke manazir ke saath jor kar aik dilkash faza qaim ki hai.…
— Muntazim Asi
30 Apr
"Aj main jahan khara hoon..." magan ki awaaz mic mein guni, magar ise apni awaaz kisi gehre konve se aati hui mehsoos hui. "Yeh maqam bohat buland hai, magar yahan ki hawa bohat bo…
— Muntazim Asi
18 Apr
zindagi bohat aasan hoti agar hum ise samajhne ki koshish na karte…
— saadat husain mantu
17 Apr
Lazim hai ke hum bhi dekhen ge — woh din ke jis ka wada hai…
— Fayaz Ahmad Fayaz
Literary AI Assistant
● Online