Advertisement
This site honours Mr. Akbar Shaikh
Akbar Shaikh
was created in his honour
📖 About him

📜 All Poetry

A matchless treasury of Urdu literature

Qata
Meri har subah hoti hai yun phir nakaam jaane do
Khayalon mein guzarti hai meri har shaam jaane do
Main kaise geet gaaun jab bahaaron ne chaman phoonka
Main kaise keh doon logon barsar-e-aalaam jaane do
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Thursday, 5 November 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
Daar-e-Mansoor pe Baghdaadi bahaara paagal
Dast basta hai nazaara bhi qasaara paagal
Tarz-e-Majnoon-e nami Bismil-e baayad waa'iz
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Thursday, 5 November 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Nazm
Sasural ko jannat sa beti tu bana dena
Baba ki naseehat ko har aan nibha dena
Takleef museebat ko zahir na kabhi karna
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Tuesday, 3 November 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Miscellaneous
Jaan dene ke liye tayyar baithe har jagah
Sun ke seerat dekh soorat teri kal ahl-e-zamaan
Aish-o-ishrat, qasr-e-jannat kar ke daulat ko hibah
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Tuesday, 3 November 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
Mujh se ab tak haraas hai kya
Ab bhi baaqi bharaas hai kya
Be-khayaali mein naam le liya
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Tuesday, 3 November 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Qata
Mahboob ki chaukhat aur main hoon
Mayus ye panghat aur main hoon
Tanhai, charagh, ashk, yaadein
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Tuesday, 3 November 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
Hawao'n ko dukhra sunana padega
Kahi'n chup ke aa'nsu bahana padega
Sitam-khaiz tumne kaha tha ke jao
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Thursday, 29 October 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
Nain badraan rute dhaskaal mein aa jaate hain
Kitne kamzor hain khushaal mein aa jaate hain
Raat ko loot ke jo din mein khilaayein roti
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Thursday, 29 October 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
Khel qismat ka hai
Ya buri lat ka hai
Kaamyabi meri
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Monday, 26 October 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
Khud se shikwah bhi hai gila bhi hai
Mas'ala bhi hai waswasa bhi hai
Chhup ke khamosh behtay ashko'n se
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Monday, 26 October 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
Fauq-un-Nuqat — Muntazim Aasi Ki Fanni Ghazal
Dard-o-gham dukh alam nazar aana
Raat din taare kham nazar aana
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Friday, 16 October 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Ghazal
بخت اَودِک شفیق ہوگی شب
چشتِ آہَک زَبِیق ہوگی شب
ضِیق الماس جُفْت رکھّا شق
...
Mohammad Muntazim Mohammad Shaban Ansari Friday, 16 October 2026
❤️ 💬 Comment 🔗 Share 📖 Read full
Literary AI Assistant
● Online